Mera School, Meri Duniya
India, Nov. 25 -- School meri duniya hai,
Yahin meri khushiyan hai,
Doston ki masti hai,
Teacher ka pyaar hai.
Subah ki prarthana se,
Shuru hota din mera,
Kitabon ki khushboo me,
Basta hai jahan mera.
Khel-kud, padhai aur,
Hansna-muskaan sab yahin,
Sapnon ko pankh milte hai,
Mere school me yahin....
इस लेख के रीप्रिंट को खरीदने या इस प्रकाशन का पूरा फ़ीड प्राप्त करने के लिए, कृपया
हमे संपर्क करें.